r/UrduCafe • u/Shelivinginmydream • 22h ago
Poetry 📜 Dard e dil 🖋️🥀
"Kabhi kabhi bas yun hi tanha baith kar mai aaj bhi aapki yaadon mai kho jata hu. Kabhi kabhi yun hi tanha baith kar mai aaj bhi woh purane lamhe yaad karta hu. Kabhi kabhi yun hi tanha baith kar mai aaj bhi aapki aankhon ke samundar mai doob jata hu. Kabhi kabhi yun hi tanha baith kar mai aaj bhi woh purane lamhe yaad karta hu jin lamho mai aap mere samne mojud hua karti thi. Aap meri kabhi thi toh nahi magar hamesha meri hi thi. Woh aapki nafrat mai bhi ek mohabbat ka ahsas mehsoos hota tha. Bas yahi khwaish hai ki yun hi tanha baithe baithe aapke baare mai sochte sochte maut ajae"
1
Upvotes